Monday, October 3, 2011

Beauty


kya kya banane aaye the
kya kya bana baithe
kahin mandir bana baithe
kahin masjid bana baithe
Hamse achchi to jaat parindon ki hai
Kabhi mandir me jaa baithe
kabhi masjid me jaa baithe

No comments:

Post a Comment